Sunday, 10 April 2016

Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera




Mishri se bhi meetha naam tera
Tera teraji

Maiya uche pahado per dera dera ji
Tera mandar sunhari sherawaliye
Maa mishri se bhi meetha naam tera
Tera teraji
Maiya uche pahado per dera dera ji
Tera mandar sunhari sherawaliye

Tere dar se maa amrat ki dhara ha jhar jhar barash rahi - 2
Tere darshan paane ko maiya hai duniya taras rahi

Maine likh di araji, maine likh di araji
Maiya maine bhi likh di mata araji
Araji ji maiya aage jo teri marji
Araji pe meinri gaur to karo maa sherawaliye maa

Maa mishri se bhi meetha naam tera
Tera teraji
Maiya uche pahado per dera dera ji
Tera mandar sunhari sherawaliye

Sada aati pahado se tere maiyaji hawa sukho se bhari - 2
Bate khusiya tu bhakto ko apne maa tujh sa dayalu na koi

Tune hai banayi tune hai banayi
Maa tune banayi sari shristi shristiji
Maata chahu mai bus daya ki drishti dristiji
Karo mujhpe meinharo ki meinharawaliye maa

Maa mishri se bhi meetha naam tera
Tera teraji
Maiya uche pahado per dera dera ji
Tera mandar sunhari sherawaliye

Teri jyot maa nyari nyari hai jagmag sadiyo se - 2
Sari duniya meinin teri charcha mai dekh raha akhiyo se

Komal hai balak komal hai balak
Maa komalji balak mata tera taraji
Lakha daal diya tere dar dera deraji
Maiyaji jaunga na khaali sherawaliye maa

Maa mishri se bhi meetha naam tera
Tera teraji
Maiya uche pahado per dera dera ji
Tera mandar sunhari sherawaliye
Sherawaliye sherawaliye sherawaliye sherawaliye
Meinhrawaliye meinhrawaliye pahadawaliye pahadawaliye
Sherawaliye

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...