Mata rani ka dhayan dhariye - 2
Kaam jab bhi koi kariye (x2)
Jai mata di jai mata di
Mil kar sab jan bolo (x2)
Mata rani ka dhayan dhariye - 2
Kaam jab bhi koi kariye
Koi muskil ho pal mein talegi
Har jagah per safalta milegi (x2)
Sachhe dil se pranam kariye - 2
Kaam jab bhi koi kariye
Jai mata di jai mata di
Mil kar sab jan bolo (x2)
Mata rani ka dhayan dhariye
Kaam jab bhi koi kariye
Roop inka sabse nirala
Isi roop se hai jag mein ujala (x2)
Naam inka sada sumariye - 2
Kaam jab bhi koi kariye
Jai mata di jai mata di
Mil kar sab jan bolo (x2)
Mata rani ka dhayan dhariye
Kaam jab bhi koi kariye
Maa ki karo dil se bhakti
Bhakti deti hai jeene ki shakti (x2)
Jag mein bhir na kisi se dariye
Kaam jab bhi koi kariye
Jai mata di jai mata di
Mil kar sab jan bolo (x2)
Mata rani ka dhayan dhariye
Kaam jab bhi koi kariye
No comments:
Post a Comment